Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar Lyrics English Translation – New Naat

Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar Lyrics English Translation is a touching and emotional naat (a devotional poem) that shows the deep love and respect Muslims feel for the Prophet Muhammad (PBUH). The poem says that even though the person has never seen the Prophet with their eyes, his image and teachings live in their heart.

Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar Lyrics English Translation – New Naat

The naat also talks about the beauty and blessings of Medina, the city where the Prophet is buried. It is described as a place that feels like paradise. The words show that the Prophet brought God’s message to the world, and his life brings peace, love, and faith to everyone who follows him.

Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar Lyrics English Translation - New Naat

Hamne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
We have not seen him with our own eyes, yet


Unki Tasveer Seene Mein Maujood Hain
His image lives in our hearts


Jis Ne La Kar Kalam-E-Ilahi Diya
The one who brought the Divine Word (Qur’an)


Wo Muhammad Madeene Mein Maujood Hein
That Muhammad still resides in Madinah


Phul Khilte Hai Pad Pad Ke Sallay ‘Ala
Flowers bloom as blessings (Salawat) are recited


Jhoom Kar Keh Rahi Hai Ye Baad E Saba
The morning breeze sways and says joyfully


Aisi Khushbu Chaman Ke Gulon Mein Kaha
Such fragrance is not found in any garden’s flowers


Jo Nabi Ke Pasine Mein Maujood Hai
As exists in the sweat of the Prophet (peace be upon him)


Ham Ne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar
We have not seen him with our own eyes, yet


Unki Tasvir Seene Me Maujood Hain
His image lives in our hearts


Jis Ne La Kar Kalam-E-Ilahi Diya
The one who brought the Divine Word (Qur’an)


Jis Ne La Kar Kalam-E-Ilahi Diya
The one who brought the Divine Word (Qur’an)


Woh Muhammad Madeene Mein Maujood Hai
That Muhammad still resides in Madinah


Hum Ne Maana Ke Jannat Bahot Hai Haseen
We agree that Paradise is very beautiful


Hum Ne Maana Ke Jannat Bahot Hai Haseen
We agree that Paradise is very beautiful


Chhod Kar Hum Madeena Na Jaye Kahin
But we would never leave Madinah for anywhere else


Yun To Jannat Mein Sab Hai Madeena Nahi
Though Paradise has everything, it does not have Madinah


Yun To Jannat Mein Sab Hai Madeena Nahi
Though Paradise has everything, it does not have Madinah


Aur Jannat Madeene Mein Maujood Hai
Yet Paradise exists within Madinah


Ham Ne Aankhon Se Dekha Nahin Hai Magar
We have not seen him with our own eyes, yet


Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
We have not seen him with our own eyes, yet


Unki Tasveer Seene Mein Maujood Hai
His image lives in our hearts


Chodna Tera Tayyiba Gawara Nahin
To leave your Tayiba (Madinah) is unbearable


Chhodna Tera Tayiba Gawara Nahin
To leave your Tayiba (Madinah) is unbearable


Sari Duniya Mein Aisa Nazara Nahi
There is no such sight in the whole world


Aisa Manzar Zamane Mein Dekha Nahi
Such a scene has never been witnessed in this world


Aisa Manzar Zamane Mein Dekha Nahi
Such a scene has never been witnessed in this world


Jaisa Manzar Madeene Mein Maujood Hai
As the one that exists in Madinah


Humne Maana Ke Jannat Bahot Hai Haseen
We agree that Paradise is very beautiful


Humne Maana Ke Jannat Bahot Hai Haseen
We agree that Paradise is very beautiful


Chhod Kar Hum Madeena Na Jaye Kahin
But we would never leave Madinah for anywhere else


Jisne La Kar Kalam-E-Ilahi Diya
The one who brought the Divine Word (Qur’an)


Jisne La Kar Kalam-E-Ilahi Diya
The one who brought the Divine Word (Qur’an)


Wo Muhammad Madeene Mein Maujood Hai
That Muhammad still resides in Madinah


Wo Muhammad Madeene Mein Maujood Hai
That Muhammad still resides in Madinah


Noticed an error in the lyrics? Please report it to us with the correction! Submit Correction

Listen To Unknown Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar

Songs You Might Like!

Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar Song Details:

šŸŽµ Title:Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar
šŸŽ¤ Singer: Unknown
šŸ“ Lyrics: Traditional Kalaam

FAQs about Song "Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar"

Who sung the song "Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar"?

Unknown

Who wrote the song "Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar"?

Traditional Kalaam

Top Trending

Top Artists